Bahut tamana thi kisi ko apna banane ki, Bahut tamana thi kisi ka ho jane ki, Pr kya pta tha jis ke hum hona chahte he, Unhe adat hi nhi kisi ko apna bnane ki.
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata, Lehro se pani ko hataya nahi jata, Hone wale ho jate hain khud hi dil se apne, Kisi ko kehkar apna banaya nahi jata.
Kabhi Kawal Kabhi Jane Sabab Lagti Hai,Teri Aankhe Meri Khwabo Ki Bahar Lagti Hai,Peeye Rahu Ya Na Rahu,Ladkhada Ke Chalta Hoo,Kayoki Teri Gali Ki Hawa Bhi Mujhe Sharab Lagti Hai.