namo kaa ek hajoom saa mere pass hai magar dil ek naam sun k dharakta hai tarasti hai nighae tera deedar kerny ko dil majboor kerta hai tuj saay pyar kernay ko
kuch tumhare ankho ki kajal ne kaha kuch tumhare julfo ki badalne kaha jo keh na saki tumhare khamosh honth hawa me lahrati hui tumhari aanchal ne kaha