Tere bagair kaise bitegi ye zindagi,zinda magar rehna hoga hume,hai kaisi ye bebasi,kya jane ab kabhi milenge bhi ya nahi,tere milne ki ye aarzoo magar ,chutengi na kabhi..
Sirf Gulab Mohabat ka Paigam nhi Hota Chand-Chandni ka Pyar SareAam nhi Hota Pyar Hota hai Mann ki Nirmal Bhawna se vrna Yuhi RADHAKRISHNA ka Naam nahi hota