Jaan hai hume zindagi se pyari,,,jaan ke liye chod de duniya saari,.Jaan ke liye kar du kurbaan yaari..Ab tumse kua chupana ,Tum hi to ho jaan hamari....
Juban ko bolne na de aur kayi kaam hai uske,Bhulkar sare jahan ko najar-najar milayein hum,Ek pal wo bhi aaye ki,khud ka khud pata na ho,Jannat ka aashiyan bana pahlu mein bikhar jayein hum.