Jisay TUM chaho

Jisay TUM chaho
Jisay TUM chaho SIRF usiko satana.Yuhi na DIL kisi say lagana.Hai agar tum may MOHABAT nibhanay ka garur.To kabhi bhi USKA dil na dukhana
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     1040 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka he Hm to kabse nashe me dub jane ko taiyar he Intezar 2 sirf apki mulakat ka hai
Aisa nahi K Tujh Se Muhabat Nahi Humain Ghum Roz Roz Sehne ki Aadat Nahi Humai nHar Bar Tere Samne Sar Ko Jukaa Liya Aur Phir Bhi Dekh Tujh se Shikayat Nahi Humain Tu Aitebar kar k Tujhe Chahate Hain HumTere Siwa Kisi Ki Bhi Chahat Nahi Humain..!
Yaad Rakhenge Hum Har Kahani Aapki,Lehron K Jaisi Vo Ravani Aapki,Hamko Aapne Jo Dil Me Basa Rakha Hai,Ye Kismat Hai Meri Aur Meharbani Apki.
Dekho awaz dekar pas hme paoge aoge tanha par tanha n jaoge dur rehKar b 2mhi pe nazar h meri hatho se tham lege jab kabi thokar khaoge
Ye Kurb Ka Tufan Guzerta Q Nahi?Dil Toot Gaya Hai To Bikherta Q Nahi?Ek Hi Shaks Ko Chahta Hai Q ItnaKoi Dusra is DIL me utarta Kyu nahi
Manzile bahut he afsane bahut he Rahe zindagi me imtehan ane bahut he Mat kar gila uska jo na mila tujhe is duniya me jineke bhane bahut hai
Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai
Kaun rakhta hai yaad namo ko Log chehre tak bhul jate hai Tum samandar ki baat karte ho Log aankho me dub jate hai
Wo mere liye kuch khaas hai yaaro" jinke laut aane ki na koi aas hai Yaaro" wo najro se door hai to kya huwa.. Banke dil ki dhadkn mere paas to hai yaaro" """
pyaar kia to unki mohabat nazar ayi,dard hua hume to palke unki bhar ayi,Do dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.
Aasman ko neend aye to sulaye kahan..Dharti ko maut aye to dafnaye kahan..sager main lehr ae to chupain kahan..Hamain yaad ap ki aye to hum jain kahan....!
Pholon Se Pocho Isme Singhar Kitna Hai Mere Dil Se Pocho Isme Pyr Kitna Hai Saye Ki Trha Tumhara Pyr Sth Mere Rhta Hai Tumhare Sth Guzra Hua Hr Lmha Yad Rhta Ha