Ae zindagi yu

Ae zindagi yu
Ae zindagi yu mujhse daga na kar,Main zinda rahu yeh dua na kar.... Koi chhuta hai tujhe to hoti zalan ,Ae hawa tu bhi usse chhuaa na kar....
  

Feb, 01 2012     141 chars (1 sms)     1223 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jane Q tumse itna pyr ho gaya he,dil k sari kusia tm pr aitbar kr d he,bas aur nahi he koi tamanna 1br keh do k tumhe B hm se pyr ho gya he
TAMANNA HAI AAP KO DOOR SE DEKHNE KI PASS JANA BHI NAHI CHAHTE HUM UMEED BHI NAHI KAR SAKTE AAP KO PANE KI PAR KHONA BHI NAHI CHAHTE HUM
Sab Samajhte H Ki Hum Magrur h Par Sach Me Sirf Hum Hi Mazbur h Nahi Jante Ki Wo Meri h Ya Nhi Pr Ye Jaante He k Hum Uske Zarur h4
Arzu Hogi Hzaro Ko Tumhari Chahne Wala Hmsa Dikhao To Sahi Buza Sake N Jise Zmane Ki AndhiyaTeri Yad Me Ese Chirag Jalate He
Kuch pal itne haseen hote hain,ke Yaad karke aankho me aansu aa jaate hain.kuch logo ko milne ki fursat nahi,Aur kuch milne ko taras jaate hain..
Dil jo tutega to fariyaad karoge tum. Hum na rahe to hume yaad karoge tum. Aaj to kehte ho hamare pass waqt nahi, par ek din mere liya waqt barbad karoge tum…
Hakikat me jina jb AADAT ban jati hai Khawabo ki dunia BERANG najar aati hai,Koi intjar krta h ZINDGI k lie,or kisi ki ZINDGI intzar ban jati hai
Mumkin Hai Safar Ho Aasan Kuch Pal Sath Chal Kar Dekho Kuch Tum Badal Kar Dekho Kuch Hum Badal Kar Dekhe
Tere bina hm jina bhul jate hai Zakhmo ko seena bhul jatehe, Tu zndgime sb se azeez he, Tujse hr baar a kehna bhul jate he.
Apko bhul jaun umr gujrne ki bat hai,apko nai ykin ye aur bat hai.. jab tak rahegi sans tab tak rahoge yad,ye sans tut jaye to aur bat hai..
Patthar nahi sunta friyad kisi ki,mehnet nhi jati barbad kisi ki,pyar karne wale irade nhi badlte,Door reh kar bi aati hai yaad kisi ki.
Lal sharabi hoth kiske liye bane hai,inhike intezr mai hum kabse khadehai,jara hume bhi toh inhe chune dijiye,hotho ka jam 1 bar pine dijye