Mein usse chahta

Mein usse chahta
Mein usse chahta hu itna. Jo kisi aur ki chahat hai. Mein janta hu wo kabhi meri na ban paigi. Wo kisi aur ki amanat hai. Phir bhi usse chahta hu.
  

Jan, 28 2012     146 chars (1 sms)     1006 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bhigi huyi aankhon ka ye manzar na milega, ghar chhod ke mat jao kahi, ghar na milega.phir yaad bahut aayegi zulfon ki ghani shaam, jab dhup me saya koi sar par na milega.aansu ko kabhi oos ka qatra na samajhna, aisa tumhe chahat ka samundr na milega.
Jane Kyu Do Lafzo Ko Izhar Khte Hkisi Ki Jhuki Nigaho Ko B Iqrar Khte Hkya Sirf Pyar Ka Naam Hi Pyar hDo DOST K Dosti Ko B To PYAR Khte Hai
Shama ko shama ki baharo ne luta Sahil ko kashti k kinaro ne luta vo to ek hi kasam se dar gaye Hame to unki kasam dekar hazaro ne luta
Sachi Hai Meri Dosti, Aazmake Dekh lo...Karke Yakeen Mujhpe, Mere Paas Aake Dekh lo...Badalta Nahi Kabhi Sona Apna Rang,Jitni Baar Dil Kare Aag Laga Kar Dekh lo...
Tum har lamha is Dil ke pas Ho,Kya tuje is bat ka ehsas h?Agar nahi to 1 bar is Dil k pas aake dekh Ye dil tere bina kitna udas h.
LAFZ na NIKLE phir bhi AWAAZ h0ti hai,Kuch LAMH0 ki BAAT bahut KHAAS h0ti hai,AAP chahe MAANE ya na MAANE,Lekin AAP kiYAAD hamesha DIL ke "PASS" hoti hai
Khubiya itani to nahi hum me, k kisike DIL main ghar kar jaye, par bhulana bhi asan na hoga, jis DIL me hum bas jaye
Ishq karnewale aankho ki baat samajh lete hai, sapno me wo mil jaye to mulakat samajh lete hai, rota to aasmaan bhi hai pyaar ke liye par log use barsaat samajh lete hai....!!!!
Dard hota nai duniya ko dikane k lye,Har koi rota nai ANSU bahane k lye,Rutne ka mza to tab ata he,Jab koi apna ho mnane k lye.
Har baat batane ke liye nahi hoti, zindagi hamesha paane ke liye nahi hoti. Yaad aksar aati hai aapki, par har yaad jatane ke liye nahi hoti.:-
Hawaai ab bhi manchali hai, khawaesh ab bhi jawan hai, tujhe dhundtha hoon harpal, tu na jaane kaha hai!
Mana hum halaat se majboor rehte hy, Phir bhi apke khayalo me jaroor rehte hy, aankhon mein rehti hy tasveer aapki, kya hua jo hum aapse door rehte hy..