Haatho se gir gayi meri lakire kahi,Bhul gye hum apni taqdir kahi,Agar tumko mile to utha lena,Mere hisse ki har khushi apne komal se haatho me saja lena..
Chand tare jami pe lane ki zid thi, hume unko apna banane ki zid thi, achha hua wo pehle hi ho gaye bewafa , warna unhe pane ko zamana jalane ki zid thi.