Ae sanam Tera

Ae sanam Tera
Ae sanam Tera Hasen Naam Acha Lgta H Tere Sath SeYe Chand Acha Lgta H Log Kehte H Tre ishq Me Pagal MujhKo or Muje Ye Ilzam Acha Lgta H
  

Jan, 30 2012     135 chars (1 sms)     1497 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Pyase ko 1 katra pani kafi hai,Ishq me 4 pal ki zindagi kafi hai,Dubne ko samandar me jaye kaun,Unki palko se tapka woh pani hi kafi hai.
Tare aasman me hi chamkte hai, Badal itne dur hai, phir bhi baraste hai, Hum bhi kitne ajib hai,Tum Dil me rehte ho, aur hum tumse milne ko taraste hai
Mere Zakhmon Ko Naa Kuredo In-Mein Chhipi Kayee Nayee Purani Dastaane Hain Gar Baat Nikli Ek-Baar To Mere Sang Tum Bhi Badnaam Ho Jaooge.
Tu meri chahat hain, tu meri tamana hain, tu meri aarzoo hain, tu hi meri dua hain, tu hi mera dil ka sukoon hain, tujhe pane ki aas hain, tu hamesha mere dil ke paas hain, ab toh har pal yeh ehsaas hain, Ki tu mere liye kuch khaas hain.
Kahan Koi mila jis per dunya Luta daita... Har ek ne dhoka dya kis kis ko bhula daita... Apne dil ka dard dil mai daba rakha hai... Agar kerte bayan tu mehfil Rula daita.......
Aaj ki raat bahut khubsurat nazar ati ho, dur ho itni magar karib nazar ati ho, dekh kar khud ko tum khud se sharmaa jao, aisi tum chand ki chandni nazar ati ho
Jab Paas Ho To Rukh Se .. Nigahein Na Morna .... Jab Dur Ho To Mera .. Tasavvur Na chorna .. Aye Dost ..!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le . Mushkil Bahut Hai .. Rishtoon Ki zanjeerain hain Torna ..
Kyun Gila Kare Unse Bewafai Ka, Hum Khud Hi Laye The Ye Mausam Tanhai Ka.Woh To Meelo Dur The Humse Hum Hi Peecha Karte The Unki Parchaai Ka..
Mere mehbub Chale aao hum tume yad karte hai, Ye wo gunah hai jo hum baar-baar karte hai,Jalaake dilme hasrato ke chirag Aapke aane ka behad intezar karte hai
Dil ki Dastan Use Kaha Qubul Thi Meri Wafaye Uske Liye Fizool Thi Koi Aas Nahi Par Itna Bata Do Mene Chaha DILse Use Kya Yahi Meri Bhool Thi..
Der raat jab kisi ki yad satay, thandi hawa jab zulfon ko sahlaye, karlo aankhe band aur so jao, kya pata jiska hai khyal wo khwabon mein aa jaye.
Tumne Jo Sahil Pe Aati Lehron Se Dosti Ki Hai, Un Mein Se Meri Wali Bhi Ek Lehar Hogi, Agar Tumse Mile To Usse Kehna, Wo Ret Pe Jo Ek Nishan Tha Wo Abhi Tak Pyasa Hai.