Ishq Ne Insan Ko Kya Se Kya Bana Diya Kisiko Kavi To Kisiko Katil Bna Diya Do Phulon Ka Boj Na Utha Skti Thi Mumtaz Or Shahjhan Ne UsPr TAJMAHAL Bna Diya.
Usne hothon se chukar pani ko gulabi kar diya,Usne hothon se chukar paani ko gulabi kar diya,Hamari baat to aur thi yaaro,machliyo tak ko bhi sharabhi kar diya.........