"DIL KA PYAR

"DIL KA PYAR
"DIL KA PYAR SE BADA GEHRA NATA HE ISLIYE YE HAME BAHUT KUCH SIKHATA HE PYAR HAME SIKHATA HE AJANABI KO APNA BANANA"AUR DIL BHI KAMBAKHT USIKA SATH DETA HE"
  

Jan, 28 2012     156 chars (1 sms)     1094 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aap Se Door Kaise Rahe Paate, Dil Se Aap Ko Kaise Bhula Pate,Kash Aap Sapno Ke Alawa Shishe Me Base Hote, Khud Ko Bhi Dekhte To Aap Nazar Aate.
Har ahat ehesas hamara dilayegi Har hawa kissa hamara sunayegi Hum itni yaadein bhar denge Na chahate hue bhi aapko yaad humari aayegi
Zindagi main jab jab unhe tanhai ne sataya hoga tab tab unhe hamara khayal aaya hoga gham ye nahi ki wo bhool gake hamko gham ye hai hai ki ro-ro ke bhulaya hoga
itna toota hoon ki chhoone se bikhar jaooanga ab agar aur dua dogi to mar jauanga
Nainoo kay is darpan main tumhara chahra rahta hay... Sans ke har ek lah main tumhara naam sajta hay... Pyar tumhara singhar hay mera har pal tum say kahte hoon... Tumharay naino ke chilmun main shayad kahee rahtee hoon..........
Tumhe mai pyar kahun yaar kahun ya jane jana,Naam kuch bhi rahe tamana hai tumse mil jana,Jindagi rukati nahi kisike liye chhod apni raahein,Raah pal bhar ko badal kar meri raahein chamaka jana.
Talaash karoge toh koi mil hi jayega,magar hamari tarah rishta kaun nibhayega,mana ki kam nehi hain ashiq apke,magar kya humari jagah kisi aur ko de payoge
Kashti k musafir ne samunder nahi dekha Ankho me raha dil me utar kar nhi dekha Pather samjhte the mere chahne wale Par mom tha mai kisine chu kar nahi dekha.
Bikhrii huii ziNdagaanii meiN lauT aaYaa hai vishwaas raheNGii woH saath mere banke pyaar bharaa eK ehsaas
Juban khamosh aankho me nami hogi, Bus yahi Dasta-E-zindgi hogi, Jakhm to bahut bhar jayenge, Par kaise bharega wo dil ka kona, Jisme teri kami hogi………..
Ishq wo daria he jiska sahil nai hota.Hr dil pyar k kabil nai hota.Rota wo he jo duba ishq me or rota wo bhi he jise ishq hasil nai hota.
Zikra gairon ka kiya nahin jaata, Apno ko andekha kiya nahin jaata, Nahin hain jinke kareeb aap ab tak, Unse dur hone par roya nahin jata.