Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna,Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna,Main poch poch haron, so so sawal kar k,Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna,Main kisi roz tum ko sada dun,Aur tum na aao, aisa kabhi na karna,Tum chaley jao jab bhi to dekhon tumhara rasta,Tum loat k na aao, Aisa kabhi na karna....
Unko khabar hai mere tute armano ki,aaj jarurat padegi kanch ke pemano ki.khali na hone dena jaam yaro, varna fir se yaad aa jayegi gujre huve jamane ki.
Raat bhar jagh kar hamne tera rasta dekha hamse mat poch in ankhon ne kia kya dekha ham bhi shayad kisi ankhon mai panah le letey is bhare shahar mai ek chehra na tum sa dekh
tere husn ko shabdon mein kaid kar raha hoon jo rahe nakaam woh koshish kar raha hoon, amber pe hain lakhon tare chamakte ek ko is zameen par chamkane ki koshish kar raha hoon