Nigaho me aur

Nigaho me aur
Nigaho me aur koi pyaar ke kabil na raha,is kinare ka aur koi sahil na raha,chand jaisa yaar mila hume zameen par,asman ka chand bhi ab didar ke kabil na raha
  

Jan, 30 2012     158 chars (1 sms)     1412 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil ki haalat batana nahi aata,Kisi ko aise tadpana nahi aata,Sunna chahte hai ek baar awaz apki,Magar baat karne ka bahana nahi aata.
Aapka Intezar kr rha hai dil mera ankhon se hatta nhi aap ka chera dil se anjan nhi hai dhoka tera Aaj b Mohabat krta hai aap se dil mera..!
Labz na nikle firbi awaz hoti he,Kuch lamhoki bat bahut khas hoti he,Ap chahe mane-na mane,Lekin apki yad hamesa dilke pas hoti he!
Duniya ki es bheer main Hum nay ek dua mangi, Jis main har khushi aap ki mangi. Ek khushi jo Aap ki milay to samjah lena puri hui dua jo Hum nay mangi
Tum meri sanso me samaye ho, dil ki har dhadkan me samaye ho, bhulu bhi to kaise tumko janeman, meri to zindagi ke har pal me samaye hi
Ga saku nagma,wo saaz kaha se lau, Suna saku kuch aapko wo andaz kaha se lau, Yu to chand ki tarif karna aasan hai, Kar saku aapki tarif wo alfaj kaha se lau,
Benaam sa ye dard Q nahi jata,Jo beet gaya hai wo gujar Q nahi jata.Saans bina ruke dum nikal Q nahi jata,Jo muje ho gaya hai unse,Unhe mujse ho Q nahi jata
Puch Lo Khuda Se Aapke Liye Humne Duva Mangi Puch Lo Hawa Se Aapke Liye Humne Fiza Mangi, Jab Bhi Hovi Aap Se Koi Galti Humne Duva Mein Aapne Liye Saza Mangi
AANKHO PE AASUO KI LAKIR BAN GAYI, KABHI NA SOCHA THA AISI TAKDIR BAN GAYI, HUM NE TO PHIRAI THI UNHI RET ME UNGLI, GAUR SE DEKHA TO TUMHRI TASVIR BAN GAYI
Bhejkar Sms dil se yad kiya, Fir na kehna apko yad na kiya, Ab na koi bahana hoga, Dekhkar hamara msg apko muskurana hi hoga.
Aa bhi jaao ki zindagii kam hai.. Tum nahin ho to har khushi kam hai Chehre se hata naqaab, ki duniya bhi jaane ki qayamat kya hai
Aj b 1 sawal hai is DIL me Pyar ka gam beshumar hai is DIL me Kuch keh nahi pata ye DIL magar Kisi k liye bahut pyar hai is DIL me,