Intejar ka pal

Intejar ka pal
Intejar ka pal bitana Mushkil hai, Bite huye Lamhe wapis lana Mushkil hai, Jo EKbar Bas jay DIL Me Dhadkan Banke, Un Dosto ko DILSE Bhulna Mushkil hai.
  

Jan, 30 2012     151 chars (1 sms)     1230 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Har ek manzar par udasi chaai hai,Chand ki roshni me bhi kuch kami aai hai,Akele achche the hum apne ashiyane me,jaane kyu lout kar phir aapki yad aayi hein.
Imtihaan aur mere zabt ka tum kya loga Main ne dharkhan ko bhi seena mein chuppa rakha hai
Kya batau ye qyamat kya hai,Maine ghabra k kaha ruth jana tera.Mot kehte he kise jab mujse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera
Hasa kar kisi din rula mat dena,khas bana kar kabhi gair bana mat dena mana ki roz apse hum milte nahi isi baat ka bahana bana kar kisi din bhula mat dena.
Ek Din esa B koi Silsila Ho jaeGa Jis Taraf Chalo Ge Raasta Ho jaeGa Suno is kadar Dooriyan Achi NhiIs Tarha To Rafta Rafta faasla Ho jaeGa
Honth keh nahi sakte jo fasana dil ka, Shayad nazar se woh baat ho jaye. Is umeed mein karte hain intezaar raat ka, ke shayad sapne mein mulaqat ho jaye.
Paana Toh Hai Tumhe Yeh Zid Humne Than Li Chal Pade Hai Manzil Ki Taraf Jo Hua Samna Patharo Se Toh Unse Teri Dua Maangli
In Hi Patharon Pe Chal Ke, Aaa Sako To Aao Hamaare Ghar Ke Raste Koi Kahkashan Nahi
Khayalo Me Aata Hai Jab Uska Chehra,To Labon Pe Aksar Fariyad Aati Hai,Hum Bhool Jate Hai Sare Sitam,Jab Uski Thodi Si Mohabbat Yad aati hai
Yaado me hamari woh bhi khoye honge, khuli aankho se kabhi woh bhi soye honge, mana ki hasna ada hai gum chupane ki, par haste haste kabhi woh bhi roye honge
Guzri Hui ZndgiKo Kabi Yad Na Kr Taqdir Me Jo Lika He Uski Fariyad Na Kr Jo Hona He Wo To Hokr Hi Rahega Tu Fikr Me Apni Hasi barbad na k
Muskan aap ke hoton se kahin jaye na,Ansoo aap ki palkon pe kabhi aye na, pura ho aap ka har khwab aur jo pura na ho vo khwaab kabhi aye na