Unki zudai ne hume yar se kafir bana diya,Likhi ibarato ko kore kagaz sa bana diya,Dalega phir dil hamara mohabbat me kabhi,Is aas ne hamko musafir bana diya.
Hasin chehre par kabhi aitbar na karna,tod dete hai wo dil kabhi pyar na karna.hai guzarish sab se meri marr jaoge,wona ayenge kabhi isliy intezar na karna
LAFZ na NIKLE phir bhi AWAAZ h0ti hai,Kuch LAMH0 ki BAAT bahut KHAAS h0ti hai,AAP chahe MAANE ya na MAANE,Lekin AAP kiYAAD hamesha DIL ke "PASS" hoti hai