Dekha jo woh jaam teri yaad aagayi...yeh shaam tere naam, teri yaad aagayi...Har koi Janata tha mujhe tere naam se...Pucha kisi ne naam, Teri yaad aagayi
Tum Bin Kahi Qarar Na AaeY To MaiN Kya KaroO .!! Har Pal Teri Yaad SataeY To MaiN Kya KaroO ..!! Surat MaiN Apni BhOOl GayE Tujh Ko Dekh Kar ..!! Her AaineY MeiN Tu Nazar Aaye To MaiN Kya KaroO ..!