Muskurahat ki roshni

Muskurahat ki roshni
Muskurahat ki roshni ka sabab, aansuo ke chiraag hote hain,Jin ke chehre ho chand ki moorat,unke dilo mein bhi daag hote hai
  

Jan, 31 2012     124 chars (1 sms)     1678 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Main to ek kagezee phool tha... ser sham khoshboo say bhar geya main... kaha ho mujh ko khaber nahi.... mujh koun chow ker gozer geya............Rose Mughal
Tohfa kya aaj tumhe mai yaar du, Bachhi chandd khushiya bhi tumhe apni vaar du, maangi thi jo uss khuda se tumhare liye, un sabhi duaon ka tujhe main uphaar du…
Dil cheer k dekh lo mera, Tasveer usi ki hogi,Kabhi hille agar is Dil k darwaje, Toh aahat usi ki hogi. Pyar ka jazba bhi kya khwaab dikha deta hai Ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai
Unhone Wada To Kiya Tha Khwab Me Milne Ka Ye Hamari Badnasibi Ki Hame Nind Hi Nahi Aai
Tumhe dil main basaye rakhta hoon Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon Tumhe meri nazar na lag jaye Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon
Duniya badal jayegi tum na badalna,Mushkilo me bhi yaad hume kar lena,Mange bhi Aapse to kya mange,Dena kuch chaho to bas muskura dena..
Har Ek Sajda Maqbul-e-Khuda Ho Jaye.AAP ki Duao K Sang RaB Ki Raza Ho Jaye.Mile AAP Ko Wo Khushiyan,K Hazaron Saal Tak Gam AAP Se Khafa Ho JAYE
Woh chand hai magar Aapse pyara to nahi, parwane ka shama ke bina guzara to nahi, mere dilne suni hai mithi c awaz kahi apne hame pukara to nahi.
Na ki dosti tumse kisi k kehne se,na joda rishta humne tumse ashko k behne se,humne dekha tumhare dil ko or dosti ki apne dil k kehne se.
NIND AYI TO KHWAB AYE, KHWAB AYE TO WOH AYE, ISI KHASHMAKASH MAIN RAAT GUZAR GAYI, NA TO NIND AYI, NA TO WO AYE
Mulakaat maut ki mehmaan ho gai. Nazar ki duniya veeraan ho gai.. Ab to meri saas bi meri na rahi.Ye zindagi apki dosti par KURBAAN ho gai
Roshni hote hue bhi dil mein andhera hai, In andhero main kisi ka bseraa hai, Aana kabi roshan krna hamari mehfil ko, Dekhna dil ki har diwaar pe naam tera hai