NIND AYI TO

NIND AYI TO
NIND AYI TO KHWAB AYE, KHWAB AYE TO WOH AYE, ISI KHASHMAKASH MAIN RAAT GUZAR GAYI, NA TO NIND AYI, NA TO WO AYE
  

Feb, 01 2012     111 chars (1 sms)     1324 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mohabat ka irada ab badl jana b muskil hai Tumhein khona b muskil hai tume pana b muskil hai Udasi tere chehre ki Gawara b nhi lakinTeri khatir sitary tor kr lana b muskil hai Zara c bat p aankhien bhigo k beth jaty hoTume to apny dil k hal batana b muskil hai
Tum bhool kar to dekho humeinhar khushi tumse rooth jayegi,jab bhi sochoge doston ke bare mein yaad humari khud bakhud ayegi.
HUMNE SOCHA HUM HI CHAHATE HAI AAPKO, PAR AAPKE CHAHNE WALO KA TO KAFILA NIKLA, SOCHA KHUDA SE SHIKAYAT KARU, TO KHUDA BHI AAPKA CHAHNE WALA NIKLA
Palak jhuka kar salam karte hai, is dil ki dua apke naam karte hai,kabool ho to muskura dena aapki 1 muskurahat par ye jaan kurban karte hai
Ab Sehne Pade Ishq Me Jitne Sitam,Tumhe Pana Hai Chahe Jitne B Ho Gum.Har Kisi Se Jyada Bus Khuda Se Kam,Hame Itni Mohabbt Hai Tumse Sanam....
choti si dosti anjani mulakaate palbhar main khatam hote din khayalon me doobi lambi ratein yahin se shuru hota he pyar kuch asia hi na yaar..
hasraton se hum apki rah saja denge sapno ki daulat aap per luta denge koi phool nai aaj daman me lekin Aap k aane per hum palke bichha denge
Hamein bhi mile koi chahne wala, hum toh pyar k liye bekrar baithe hain. Koi vada kare sapno mein aane ka, hum toh umar bhar sone ko taiyar baithe hain
Jab tak jindagi hai, ye pyar rahega, ay dost meri aankho me tera hi intejar rahega. apni jindagi ki sabse khubsurat pal me muje sirf aapka intejar rahega...
Chehre Ki MuskAn Ban JAtA He Koi Dil Ki DhAdkAn Ban JAtA He Koi Fir Kaise Jiyenge Zindgi Unke BinJ Ab Zindgi Jine Ki PehchAn BAn JAtA He Koi
Ibadat rab ki aur soorat yaar ki ho sajda rab ka aur rasam pyar ki ho ashiqo ke mahzab ka kaya kahna zikar rab ka aur baat yaar ki h
Pyara Sa Ek Ehsaas ho tum, Har pal mere paas ho tum, Jeene ki ek aas ho tum, man ke vishwaas ho tum, Shyaad is liye KUCH KHAAS ho tum.