Yu hi milna bichadna

Yu hi milna bichadna
Yu hi milna bichadna to taqdir hamari h,kal wo gaye the aj hamari bari h,na bhul payenge tumko umr bhar,zindgi ki ek umar apke sath gujari h
  

Jan, 31 2012     140 chars (1 sms)     20892 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Koi kehta hai mohobat zehar hoti hai, koi kehta hai mohobat kehar hoti hai,hum kehte hai jo tadpati rahi sada kinare k liye,mohobat ek aisi lehar hoti hai..
"RaHaT" Bhi apse aati hai,"ChaHaT"Bhi apse aati hai,"HuMsE"Kabhi rothna nahi,Kiun k hamein..."MuSkUraHaT" Bhi sirf apse aati hai...!
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,sachi chahat to sada bezuban hoti hai,pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai.
Bana bana k tamanna mitai jati hai,Tarah tarah se wafaye azmai jati hai,Unko humse mohabbt nai 2 phir Q juka juka k nazre milai jati hai ?
Lehro se milkar na wo beh sake na hum! Ek duje k dil me na wo reh sake na hum! Jeet lete aasma ek din lekin palko ki khamoshi ko honton se na wo keh sake na hum!
sub kuh Khudda se maang liya tumko maang ker ab uthte nahin hain haath mere es dua ke baad
Wada karte hai 2sti nibayenge,Koshish yahi rahegi apko nahi satayenge,Jarurat pade to DIL SE pukarna,kisi or k DIL se bhi chale aayenge
Kuch pal ki khushi apke sath me thi,aisi koi lakeer hamare hath me thi,dur rehkar b apko yaad karte hai hum,koi bahut pyari si baat humari mulakat me thi.
Mahek unki aaj bhi meri sason me hai, har ek adaa unki meri in aankhon me hai. woh bhale mita de dil se mera wajud, Magar unki jagah aaj bhi meri in yaadon me hai.
Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka Jaali Ko Naam De Diya, Humne Niqaaab Ka Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain Yeh Zindagi Hai Jaise, Din Ho Hisaab Ka
Dilo me aarzu ke diye jalte rahenge,Ankhon se aasu nikalte rahange,Tum shama bankr dil me roshani kar do.Hum bhi mom ki tarah pighalte rahe
Mere khushiyonko jamane ki nazar lag gai Tum mere sath thi pariyonki nazar lag gai Aaj ro raha houn door hokar tumse Lagta hein mujhe muskurane ki saza mil gai