Shama kehti hai Mujhe banaya kisne,jis jis ke Haath lagi mujhe jalaya usne,wo shama kya jise koi jalane wala na ho,wo insan hi kya jise koi Chahne wala na ho
Aankhon mein aansuo ko ubharne na diya,Mitti ke motiyo ko bikharne na diya,Jis raah pe pade thay tere kadmo ke nishaa,Uss raah se kisiko guzarne na diya!
CHUTE Haath Bhi To Apne Nahi Rutha Karte,WAQT Ki Dali Se Lamhe Nahi Tuta Karte;MILTE Hain Kuch Log Aise Zindagi Me, Jinse Kabhi Rishte Nahi Tuta Karte.