Gum Ke Maare

Gum Ke Maare
Gum Ke Maare Jo Hum Muskuraye HaiAansuoo Ko Bhi Mere Pasine Aaye HaiKya Bala Hai Khushi Nahi Malum HumeHum To Bus Iska Naam Sunte Aaye Hai
  

Jan, 31 2012     138 chars (1 sms)     1720 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aap Ne Nazar Se Nazar Jab Mila Di Humari Zindgi Jhoom Kar Muskura Di Zuba Se To Hum Kuch Bhi Na Kah Sake Par Nigaho Ne DiL Ki Kahani Suna Di
Kati kahin pe raat to kati sahar kahin Rahe wafa mein chain na paya magar kahin Wo sun rahe hai yu mera afsana e hayatDil hai kahin khyal kahin aur nazar kahin Dil mein panap rahi hai bas yehi arzooYarab mile humko koi humsafar kahin
Laut kar aane ka na ikrar kiya, dil ke armano ka na izhar kiya, wapas aane ka wada to karo sanam, phir shikayat karoge ke intezar na kiya....
Shikayte to intni ker di Tumne ke rehe na geya kuch keh jane k liye. Pyar kiya tha maine kabhi tumse ye kaafi hai zindgi bitane k liye..
Khudaa jab husn deta hai nazaakat aaa hi jati hai, Kadam chun chun kar rakhti ho..... Phir bhi kamar balkha hi jaati hai.....
Woh chand hai magar Aapse pyara to nahi, parwane ka shama ke bina guzara to nahi, mere dilne suni hai mithi c awaz kahi apne hame pukara to nahi.
ghar ke pata to malum tha par galat raste jana acha lagakb se taraste the unki ek jhlak pane kojo mili nazre to sar jhukana acha laga.
Pyas Darya Ki Nigaho Se Chupa Rakhi Hai 1 Badal Se Bhari Aas Lga Rakhi He Teri Ankho Ki Kasish Kese Tuje Smjhau In Chirago Ne Meri Nind Ura Rakhi Hai
Zindagi taz mahal ho jaye, Chandani khil ke kamal ho jaye, Tum jo ban jaao dost mere, Dil ki dhadkan bhi ek Ghazal ho jaye
Sukhe patte gira raha h koi, Bevajah hamein sta raha h koi, Kya kya na lutaya hamne pyar me, Phir bhi ilzaam pe ilzaam laga raha h koi..
Unhe Pyar Karna nahi ata, aur hame Pyar ke sivay Kuch nahi ata... Jine ke sirf ye do raste hai, ek unhe nahi ata aur ek hame nahi ata...
"RaHaT" Bhi apse aati hai,"ChaHaT"Bhi apse aati hai,"HuMsE"Kabhi rothna nahi,Kiun k hamein..."MuSkUraHaT" Bhi sirf apse aati hai...!