Kati kahin pe raat to kati sahar kahin Rahe wafa mein chain na paya magar kahin Wo sun rahe hai yu mera afsana e hayatDil hai kahin khyal kahin aur nazar kahin Dil mein panap rahi hai bas yehi arzooYarab mile humko koi humsafar kahin
Muddat Hui Koi Shaks Rulane Nahi AayaIn Jalti Hui Aakho Ko Bhujane Nahi Aaya Kehta Tha Sath Jiyage Or Sath Marenge Rutho Main Ek Roj Wo Aaj Tak Manane Nahi Aaya