Dunia jise neend

Dunia jise neend
Dunia jise neend kehti hai, jane wo kya cheez hai, Aankhe to hum bhi band karte hai par wo aap se milne ki tarkeeb hai.
  

Jan, 31 2012     119 chars (1 sms)     1354 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

IS DIL ME KYA HAI DIL CHEER KAR DIKHA DENGE, KASAM HAI TERI MUJHKO, TUJHKO PYAAR KARNA SIKHA DENGE.
meri wafaoon ka ager sila hota.. Na pher zindagi sey humain gila hota.. Na kerty pher hum chand ki justajo ....Bas o shakhas ager mujey mila hota......
Hamare chahne wale yahi gila karte hain ,ki hum unse kam mila karte hain, lekin woh nadaan kya jane ki sitare door se hi roshni diya karte hain
Mere Liye Uske Dil Me Chahat Na Thi Kisi Khushi Me Uski Aahat Na Thi Maine Dil Uske Kadmo Me Rakh Dia Pr Use Zamin Pe Dekhne Ki Aadat Na Thi
Ruthna MAT,MUZE Manana NAHI ATA DUR MAT JANA,MUZE Bulana NAHI ATA TUM Bhul JAO TUMHARI MARZI MAGAR HAME TO Bhulana BHI NAHI ATA…
Dil Kartaa Hai K Lipat Jaoun Rooh Ban Kar Terey Jism Sey Sagar_ K Jab TUm SEy Juda Hon To Teri JAAN Hi Nikal Jaye.
Fiza mein mehekti ek shaam ho tum, Pyar mein chalakta jam ho tum. Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari, Meri zindagi ka dusra naam ho tum.
Kisse Se Mange Dawa Zakhmon Ki Sabhi Ne Chotein Khaain Hai Kisi Ka Sanam Bewafa Hai To Kisi Ka Sajan Harzaai Hai
Har Pal Khuda Ko Yad Ho TUM Har Lamha Khuda Ki Panah Main TUM Har Waqt Khuda Ki Aman Main Ho TUM QK..Har Roz Meri Duaon Main HoTUM
Asman ko neend aaye to sulaau kahan,Dharti ko maut aaye to dafnao kahan,Sagar mein lehar aaye to chupao kahan,Jab teri yaad aye to jau kahan!
Udaas na hona,kyuki mein saath hu.Saamne na sahi par aas pas hu.Palko ko band kar ke dil se yaad karna,mein hamesha tumhare liye 1 ehsas hu 1
Khushiyo ka ek Sansar leke ayenge, patjhad me bhi bahar leke ayenge, jab bhi pukaronge aap pyar se, jindagi se sanse udhar leke ayenge...