Kyon koi chah kar mohobbat nibha nhi pata, Kyon koi chah kar rishta bana nhi pata, Kyon leti hai zindagi aisi karwat, Ki koi chah kar bi pyar jata nahi pata..
Bin khwabo ke bhi kya koi so paya hai, bin yaadon ke bhi koi ro paya hai, DOSTI AAP ki dhadkan hai iss DIL ki, DIL bhi kabhi DHADKAN se alag ho paya hai