Waqt Mile To Hame Yaad Kar Lena, Pal Pal Na Sahi Din Me Ek Baar Kar Lena, Mana Ki Rishte Honge Aap Ke Hazaar, Par Hamare Liye Ek Pal Barbaad Kar Lena..
Din sara yaadon me guzar jata hai,Phir bhi raat ko aapka hi khayaal aata hai... Kuch yaadein is kadar ban jaati hain ki,Aaine me bhi chehra apka nazar aata hai