Ga saku nagma,wo saaz kaha se lau, Suna saku kuch aapko wo andaz kaha se lau, Yu to chand ki tarif karna aasan hai, Kar saku aapki tarif wo alfaj kaha se lau,
Jo dil jit le wo jigar hum b rkhte he, Katl jo kar de wo nazar hum b rkhte he. Vada kiya he humne kisi se haste rehne ka varna, Ankho me samandar hum b rkhte he
dekar humein tadpane ki saza, unko aa raha hain maza. Hum to unki khatir marr mitne ko taiyaar hain... bus ek baar woh keh de ki tu mera yaar hain.......