Tumhe khwaab kahoon

Tumhe khwaab kahoon
Tumhe khwaab kahoon to bikhar jaaoge tumhe dil kahoon to toot jaaoge lo tumhara naam zindagi rakh diya, kam se kam maut ke pahele chhodkar to nahi jaaoge
  

Jan, 31 2012     153 chars (1 sms)     1073 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Roz kisi ka intzar hota hai , roz ye dil bekrar hota hai kaash ke koi samajh pata ki chup rehne walon ko bhi kisi se pyar hota hai
Khab adhure sahi khab tumhare to hain.. Khab jhoote sahi khab sahare to hain.. Jaise taise kat jaye gi zindagi.. Tum humare na sahi hum tumhare to hain......
Dilo ki Daastan UNHE kahan Kabool thi, Meri Wafayen UNKE liye Fizool thi, Koi Aas nahi lekin Itna to bta Do, Maine Chaha AAPKO,Kya bas Yehi Meri Bhool thi.
Humne Chaand se poocha teri Chaandni ka raaz kya hai? Chaand ne aapki taraf Ishara kar ke kaha, Inhi say pucho jisay dekh kar mein chamakta hoon.
Jo Pas Na Ho wo Dil k karib Hote He Jiske Pas APNE Na Ho wo sabse Garib Hote He Jo Rakhte He APNAPAN 'AAP'sa Wo sabse KhushNasib Hote he
Koshis bahut ki dil ko samjhane ki,ankho ko kasam di so jane ki.Bahut samjhaya phir bhi ankhe nahi soyi,soyi tab jab meine bat ki apke khwab me ane ki
Sabhi nagme saz par gaye nahi jate sabhi log mehfil me bulaye nahi jate kuchh pas rahekar bhi yad nahi aate kuch dur rahekar bhi bhulaye nahi jate
Wo ruthte rahe hum manate raheUnki rahon me palkein bichate raheUnhone kabhi palat k bhi na dekhaHum ankh jhapkane se bhi katrate rahe ..!
Kuch Uljhe Hue Sawalon Se Darta Hai Dil,Na Jane Kyon Tanhai Me Bikharta Hai Dil,Kisi Ko Pana Koi Badi Baat Nahi,Bas Kisi Ko Kho Dene Se Darta Hai Dil.
Avaz sun lete agar is dil k rone ki, Jarurat na pdti. hame u palke bhigone ki, Vo the hi kaha hmare jo gair hue, Hote hum unke to koshish na karte vo dur hone ki
Sitaron ki jannat se churaya hai aapko,dil se apna Dost banaya hai aap ko,Is dil ko tutne na dena,kyown ki is dil ki koone Koone me chupaya hai aapko.
Khusnasib hote hai badal, Jo dur rahkar bhi zamin par baraste hai... Aur ek badnasib hum hai, Jo ek hi duniya me rahkar bhi milne ko taraste hai.