Hamara har lamha chura liya aapne, aankhon ko ik chand dikha diya aapne. Hamein zindagi to di kisi aur ne, par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.
"DIL KA PYAR SE BADA GEHRA NATA HE ISLIYE YE HAME BAHUT KUCH SIKHATA HE PYAR HAME SIKHATA HE AJANABI KO APNA BANANA"AUR DIL BHI KAMBAKHT USIKA SATH DETA HE"
Saath rehate rehate yuhi waqt gujar jayega.. Dur hone ke bad kaun kise yaad aayega.. Jeelo ye pal jab hum saath hai, kal ka kya pata waqt kahan le jayega...