Bana bana k

Bana bana k
Bana bana k tamanna mitai jati hai,Tarah tarah se wafaye azmai jati hai,Unko humse mohabbt nai 2 phir Q juka juka k nazre milai jati hai ?
  

Jan, 31 2012     138 chars (1 sms)     968 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kai Baar Jante Hue B Dil Toda Uska Shayad Ab Wo Faisla Kr Le Juda Hone Ka Pr Hr Baar Wo Paas Aate Gaye Meri Galtiyo Ko Apna Banate Gaye
Jab Dil Udas Ho, Humse Baat Kr Lena, Jab Dil Chahe Mulakat Kr Lena, Rhete Hai Apke Dil Ke Kisi Kone MeWqt Mile To Talash Kar Lena...
Tmhare Pyar ka sila har hal me denge,Koi bhi mange ye Dil to use tal denge Agar Dil kahe k tum Bewafa ho,To Dil ko bhi seene se nikal Dnge
Main uska hoon vo is ahsaas se inkar karta hai, bhari mahfil me bhi ruswa mujhe har baar karta hai, yakin hai sari duniya ko khafa hai humse vo lekin, mujhe maloom hai phir bhi mujhise pyar karta hai
Khamosh Palko Se Jab Ansu Aate He Ap Kya Jano Ap Hume Kitna Yad Aate HeAaj B Us Mod Pe Khade HeJaha Ap Ne Kaha Tha Tum Ruko Hm Abi Ate He.
Aansuon Me na dhoondna hamein,Dil me hum bas jaayenge! Tamanna ho agar milne ki, to band aankhon me nazar aayenge!!
MAT INTJAR KARAO HUM SE ITNA KE WAQT KE FASLE PAR TUMKO BHI AFSOS HO JAYE,KAL KYA PTA TUM BAAT KARNA CHAHO HUM SE OR HUM KHAMOSH HO JAYE.
Zikar Hua Jab Khuda Ki Rahmato Ka,Hamne Khud ko KhusNasib Paya,Tamanna Thi Ek Pyare Se Yaar Ki,Khuda Khud Yaar Bankar Aapke Roop Me Aaya.
Apne dil ki sun afwahon se kaam na le,muje yaad rakh beshak naam na le,tera veham hai ki main bhula hoon tujhe,meri koi aisi saans nhi jo tera naam na le..
Woh waqt woh lamhe ajeeb honge, duniya mein hum kush naseeb honge, door se jab itna yaad karte hain aapko, kya hoga... Jab aap hamare kareeb honge?
Sarbati Ankho me Aj Mujko Utar Jane deKal Ki Kal Sochege Aj Hadse Guzr Jane de Me teri hu teri hi rahungi bs kuch pal ke liye teri baho me so jane de
Rishta Ulfat Ka Yun Nibaya Jata Hai Ashk Pikar bhi Muskuraya Jata Hai Aise b Mod Aate Hai Muhabbat Me Kisike Khatir Khudko Mitaya Jata hai.