Nigahein daal ke mujh pe yeh kaisa vaar kar daala,ke lab khole bina hi tum ne to izhaar kar daala, na khwaboon mein bhi tum aaye aur na hui tum se mulakaatein,arey kya khoob hain aap...lamhe mein hi pyaar kar daala,shararat tum mein bhi hai aur shararat
Meri duaon mai shamil hai aap is tarah,pholon mai hoti hai khushbo jis tarah,khuda aapki zindagi mai itni khushiyan de,dharti pe hoti hai barsaat jis tarah.