Khuda bhi na

Khuda bhi na
Khuda bhi na jaane kaise kaise rishte banaa deta hai, Jin ko hum kabhi jaante bhi nahi the…Unko jaan se bhi pyaara bana deta hai…
  

Jan, 31 2012     129 chars (1 sms)     3431 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

:Khubsurat hai vo itna saha nahi jata,Kaise hm khud ko rok le raha nhi jata,Chand me daag hai ye jante hai hm,Lekin rat bhar dekhe bina usko raha nhi jata.
Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,, Har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari,, Koi hum ko yaad kare ya na kare,, Har ek ko yaad karna aadat hai hamari...
Ae khuda tumne hume Kitaab banaya hota, Vo jab jab hote tanha, Hame haatho mein uthaya hota,Wo padte-padte so jate, Aur hume seene se lagaya hota
Har raat ek dhun gungunati haiHar ful se mahak jarur aati hai Apke maan mein khayal tak naho Par hame har waqkt aap ki yaad aati hai.
pyr kisi se jo karoge ruswai hi milegi wafa kr lo chahe jitni bewafai milegi jitna mrzi kisi ko apna lo jb ankh kuhlengi tanhai hi milegi
Jabse dil lagaya hai tumse sab kuchh sehneki aadat ho gayi hai intzaar karte hai hum tumhara dertak tumko yaadna aaneki aadat ho gayi hai
Betab tamnnao ki kasak rahne do, manzil ko pane ki lalak rahne do, aap bhale hi raho door nazro se, par band ankhon me apni jhalak rahne do.
Kasoor toh tha in nigahon ka jo chupke se unka deedar kar baithi Humne toh khamoshh rehne ki thani thi par bewafa zubaan izhaar kar baithi
Zindagi tuj bin ulfat si lagti hai, Ek pal ki judai muddat si lagti hai. Pehele nahi socha tha, Ab sochne lage hai hum, Ki har lamhe mein teri zaroorat mahsus hone lagi hai.
Anjaan bankar aaye the , Pehchan dekar chale gaye, Yaar bankar aaye the, Pyaar dekar chale gaye.”
Sabki manzil 1ho zaruri to nahi. Aise hi kisi mod par bichad jaye jo kabhi,Ye mat samjna ki sath hum Nahi
Har subah ki dhund kuch yaad dilati hai, har phool ki khusbu ek jaadoo jagati hai, chao ya na chao ,par kitna bhi, aaap ki yaad aa hi jaati hai.