JIYO ITNA K MARNA

JIYO ITNA K MARNA
JIYO ITNA K MARNA MUSHKIL HO JAYE, HASNA ITNA K RONA MUSHKIL HO JAYE, KISI SE PYAAR KARNA BURI BAAT TOW NAHI, MAGAR PYAAR KARNA TOW ITNA K BHULANA MUSHKIL HO JAYE
  

Jan, 31 2012     162 chars (2 sms)     1495 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Pyar Me Tere Kuch Is Kadar Kho Gye Zamane Se Bekhabar Tere Dil Me So Gye Mat Uthana Ab Apne DilKi Goad Se Hum Sada k Liy Ab Tere Ho Gye..
Unki Nazron Mein Chupa Aaj Bhi Ek Raaz Tha Wohi Chehra Wohi Libaas Tha Kaise Yaaron Unko Bewafa Kehdu Aaj Bhi Unke Dekhne Ka Wohi Andaaz Tha
Kadam yoon hi dagmaga gaye raste se, varna sambhalnahum bhi jante they Thokar bhi lagi to uss pathar se jise hum apna khuda mante they
Muskan apni tum ek bar de do,khwab me hi deedar de do,bas ek bar kar do aane ka vada,fir chahe jeevanbhar ka intezar de do..
Ham hi sharmayenge. Koi b khata tum se ho. Tum kisise b lado. Ham hi manayenge tumhe.
JINDA HAI SAHAJAHAN KI CHAHAT AB TAK, GAWAH HAI MUMTAZ KI ULFAT AB TAK, EK BAAR DEKHO US TAAJMAHAL KO, AE DOST PATTHARO SE TAPAKTI HAI MOHABBAT AB TAK.
Bana bana k tamanna mitai jati hai,Tarah tarah se wafaye azmai jati hai,Unko humse mohabbt nai 2 phir Q juka juka k nazre milai jati hai ?
Har koi dil ka mehmaan nahi hota,Dil tod dena kisika armaan nahi hota,Door bhale hi reh leta hai koi kisise,Par bhool pana kisiko itna asaan nahi hota.
Jab hume unse Mohabbat hui tab, Unhe hamari Mohabbat par shak tha.Jab unhe ehsas hua hamari Mohabbat ka tabtak.Hum par kisi aur ka haq tha.
Dosti Ko Imaan se Jataya Aapne,Dur Hote Huye bhi Dostana Nibhaya Aapne,Kabhi Bhul Nahi Payenge Hum Aapko,Kyunki Yaad Rakhna bhi Sikhaya "Aapne"
Ye Dil Pyar k qabil na raha, Koi bhi izhar k qabil na reha, is Dil me bas gayi Dosti aapki..... ab tu chand bhi deedar k kabil na raha!
apni zindgi me hame sharik samajhna.koi gam aye to karib samjhna,de denge muskrahat aansu ke badle.magar hazaro me hame thora aziz samjhna