Mujhe ishq hai

Mujhe ishq hai
Mujhe ishq hai tujhi sae aa ke tuh aazma le Maan naa maan meri chahat ko Sirf ek baar nazar toh milale
  

Jan, 31 2012     102 chars (1 sms)     4730 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tum Zamane K Ho Hamare Siwa Hum Kisi K Nhi Tumhare Siwa Tumhain Yakeen Dilaye To Kis Tarah Aakhir K Hamara Koi Nhi Tumhare Siwa
yaa khuda teri ibaadat me maine, kaun sa gunAh farmaya, ke tune dil to diya lekin, andaaz -e -dillagi nahi sikhaya
Unke cahre par iss kadar noor hai, Unki yaad main rona bhi manzoor hai, Bewafa bhi kahe nahi sakte hum unhe, Pyar to humne kiya tha woh to bekasoor hai.
Ada Unki Thi Pagal Hum Bane.Wafa Who Na Kar Sake Bewafa Hum Bane.Yu To Hazaro Ki Bheed Thi.Shukriya Unka Jo, Unki Nazro Ka Nishana Hum bane.
lamha lamha jod kar zindagi banai, zindagi me aapki dosti se mehak aai, dosti ke naam kar diye kuch lamhe,baki lamho me aapki yaad aai.....
pyaar kia to unki mohabat nazar ayi,dard hua hume to palke unki bhar ayi,Do dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.
Yaad toh har koi karega jaane ke baad sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad kaun kitni mohabbat karta hai nazar aajayega mar jaane ke baad
Bate Karte Karte rula na dena,chup rah kar saza na dena. na de sako khushi to gam hi sahi, par vaada karo hume kabhi bhula na dena.
Tanha si zindagi me chota sa sath tumhara; Itefaq hi sahi par lagta hai dil ko pyara, Jaise akele se is parinde ko mil gaya ho Aasman saara
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hame bhul jana apki kismat me nahi,chahoTo ajma ke dekh lo,khud ko bhul jaoge par hame nahi.
Rango ki fuhar se tarbatar huye kuch aise wo..Andaaze khafa se chaldiye..Uff Andaaz apna dekhte hai aaine me wo..Aur ye bhi dekhte hai..Koi dekhta na ho
KABHI Hamari Yaad Aati To Hogi,UTAR Aate Honge Ankho Mein Wo Khwab Jo Sajaye The Saath,KABHI Muskurate Labo par Hame Kho Dene ki Fariyad Aati To Hogi!!