Aansoo har kisi

Aansoo har kisi
Aansoo har kisi ke liye bahaye nahi jaate, Jo DIL mein baste hai Ta-umar bhulaye nahi jaate, Zamana kahta hai wo BEWAFA hai, Agar BEWAFA wo hote to DIL mein basaye nahi jaate
  

Jan, 31 2012     174 chars (2 sms)     1037 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Fir wahi fasaana afsaana sunati ho, dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho, beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko, to Fir kyon nahi pyaar jataati ho
dil bhula nahi sakta tumhe, dhadkano ki zarurat ho tum, tumse hi meri duniya hasi, meri pahli mohabbat ho tum.
"DIL KA PYAR SE BADA GEHRA NATA HE ISLIYE YE HAME BAHUT KUCH SIKHATA HE PYAR HAME SIKHATA HE AJANABI KO APNA BANANA"AUR DIL BHI KAMBAKHT USIKA SATH DETA HE"
Dushman tarse teri dosti ko, Dost tarse teri yari ko, Yar tarse pyar ko, hum tarse tere DIDAR ko!
Bina dekhe itna chahte hai apko bina mile sab samajte hai apkoye aankhe jab bhi band rahe hamari band aakhon se dekh lete hai apko.
Hum Tere Sath Chalenge Tu Chale Na Chale,Tera Har Dard Sahenge Tu Kahe Na Kahe,Hum Chahte Hai Ki Tum Khush Raho,Hum Chahe is duniya me Rahe Na Rahe.
Mere Khwabo Me Aana Unka Kasur Tha,Unse Dil Lagana Hamara Kasur Tha,Woh Aaye The Zindagi Me Pal Do Pal Ke Liye,Par Unko Zindagi Samajh Lena Hamara Kasur Tha
Mere Dil Ki Khani Ye Byan Krti He Mhobt Ashiko Ko Bus Bdnam Krti Heis Bdnami K Bawjud Jo Mhobt Krte HeUnhe Mrne K Bad Duniya Slam Krti
Mana Ki Tere Kabil Nahi Hai HumPar Hum Bhi Dil Me Armaan Rkte HaiTum Khush Rehna Har Pal Aaj K DinYe Is Pyari Subha Ka Paigam Rkte Hai
Bata e ajnabi tera kya naam rakhun, Khawab rakhun to adhura reh jayega, Dil kahun to toot jayega Aa tera naam zindagi rakh doon, Maut tak to tera saath rahega
shail per khare khare shaam kar di, Apni dil aur duniya aap k naam kar di , ye bhi na socha kaise guzregi zindagi, Bina soche samjhe her khushi aap k naam kar di!
Tapish Suraj Ki Hoti Hai, Jalna Zameen Ko Parta Hai Qusur Aankhon Ka Hota Hai, Tarapna Dil Ko Parta Hai