vada utnaa hi karo jitana nibha sakte ho Khwaab pura jo na ho woh na dikhana mujh ko apne rishte ki nazaakat ka bharam rakh lena main to aashiq hoon dewaana na bana mujh ko....
meri mulakat ko chahe musibat kehna apni nazar ko mere liye nafrat kehna par akele me jab ansoo bhari aankhe meri YAAD dilayeto JAAN use meri MOHABBAT kehna..
Rato me JUGNU ki jagmgahat,Asma me TARON ki jhilmilaht,Thandi wadiyo me HAWAO ki sarsarahat,In sabse bhi khubsurat hai apke CHEHRE ki 1 pyaari si Muskurahat.