Hame ab nind ki talab nhi rahi,Ab rato ko jagna acha lagta hai.Muje nahi malum ki wo meri kismat hai k nahi,magar use khuda se magna achcha lagta hai..
Dilme chahat ka diya jalakar chup gaya koi,Mujhe apna diwana bana kar chup gaya koi,yeh dard kya hota hai malum na tha hume,Dardka rasta dikha kar chup gaya koi
Arzu Hai Wafa Ban Ktere Sath Rahu,Dhadakte Dil Ki Sada Ban K Tere Sath Rahu,Mere Honto Se Jise Mout Bhi Na 6een Sake,Wo Zindagi Ki Dua Ban k tere 7 rahu