ek pyari si surat, ek masum sa chehra, 2 jheel si ankhe, kuchh mithi mithi baate, ek nazuk ada, kuchh masti kuchh maza, thodi si shrarat, bahut sari mohabbat, ek bholi si muskan, ooncha udne ka armaan, sabse alag sabse juda, jiski hai pyari har ek ada...
Jab Paas Ho To Rukh Se .. Nigahein Na Morna .... Jab Dur Ho To Mera .. Tasavvur Na chorna .. Aye Dost ..!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le . Mushkil Bahut Hai .. Rishtoon Ki zanjeerain hain Torna ..
Bahar hoti to titliya jarur aati,Nami aakho me ho to siskiya jarur aati,Kahne ko log kahte hai ke khub yaad aate hai,Magar yaad karte to hichkiya jarur aati.
Aarzoo dil mein hai kya, kya kahoongar waqt tham jaaye to bas tumhein dekhtaa rahoontumhaare aks ko apne wajood mein aise shaamil kar loonjab bhi aankhein band karoon, bas tumhein dekhaa karoon