Main apna aaj apna kal tmharay naam krta houn.. Main es jeevan ka hr 1 pl tmharay naam krta houn.. Sitaray,titlyan,jugnoo, gul-o-bulbul,dhanak,khushboo.. Smandr k haseen sahil tmharay naam krta houn.. Barasta bheegta mosm hay kmzoree meree lekin.. Main ye sawn,ghata,badl tmharay naam krta houn.......
Hum unhe apna banana ki baat karte hai.woh hai ke zamane ki baaat karte hai. Hum kyu na ho unki sadgi pe fida ,hume yu behlane ki baat karte hai.log chand taro ki baat karte hai to kare,hum to unhe har pal chahne ki baat karte hai.