PYAAR MITTA NAHI

PYAAR MITTA NAHI
PYAAR MITTA NAHI MITANE KE KABIL BANA DETA HAI.. PYAAR MARTA NAHI MARNE KE KABIL BANA DAETA HAI.. DIL DE KAR JANTE HAI LOG EK BAAT JO PURANI HAI.. KAHTE JISKO ISHQ WO ZEHER KA PAANI HAI........
  

Jan, 31 2012     193 chars (2 sms)     1320 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Zindagi kbhi Apko Hsati hogi, Kabhi Apko rulati hogi. Yaad krta hai koi Apko har pal, Is Rftar bhari Zindagi me, Ek Hichki to Apko roj ati hogi.
Subah juda hai raat juda hai, apni to har baat juda hai, tumse bichad ke aisa laga, jaise DUA mai dono hath juda hai.
Tere bina hum jina bhul jte hai Zakhmon ko seena bhol jte hai Tu zindgi me sub se azeez hai Tujse har baar ye khna bhul jate hai
Dosti gunah hai to hone na dena,Dosti khuda hai to khone na dena,,Jab karte ho dosti kisise to....oos dost ko rone na dena...
Unke bewafai par wafa hum karenge yaad ko unki dil se juda hum karenge itna chaha phir bhi yaqeen nahin use aisi zindagi jee kar kya karenge
Jaise aap hamare na ho sakthey Hum kisee aur ke na ho sakenge Pyaar Nahin Kiya apna dil diya hai Ek pal bhi aapko bhula na payenge
Yun nazar ki baat ki aur dil chura gaye,andhero ke saye mein dhadkan suna gaye,hum to samje the ajnabi apko,par aap to hume apna bana gaye
Ajnbi se guftgu kya ki kyamat ho gayi or sare sahar me ye khabar aam ho gayi!Ab tumhare bina1pal b karar muskil hai,kyuki dosti ka irada tha or mohbbat ho gayi
Who mil jate hai kahani bankar Dil me bas jate hai nishani bankar jinhe hum rakhte hai apni aakho me kyu nikal jate hai wo pani ban kar?
Hum Tere Sath Chalenge Tu Chale Na Chale,Tera Har Dard Sahenge Tu Kahe Na Kahe,Hum Chahte Hai Ki Tum Khush Raho,Hum Chahe is duniya me Rahe Na Rahe.
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Banker Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Banker.
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parvat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain