Apna Bhi Dard Mujhko Mere Razdar De,Kuch Apni Zindagi Pe Mujhe Ikhtiyar De,Aisa Na Ho Ki Kal Tu Mera Saath Chhod De,Jitna Nibha Sake Mujhe Utna Hi Pyaar De..
Na kabhi ye chupaya ki Pyaar kitna hai,Na kabhi ye Jataya ki dard kitna hai, Bus ek hume aur uss Khuda ko hai maloom,; tujse mulakat ka intezar kitna hai.
Rooyen gi aankhen muskarany k baad... aaye giraat din dhal jany ky baad... Mere zindgi sy jaoo to zara mujy dekh ly na... Shaiyed zindgi na rahy tary jany ky baad............