Nazro ko nazaro

Nazro ko nazaro
Nazro ko nazaro ki kami nahi hoti , foolo ko baharo ki kami nahi hoti , fir kyo hume yaad karoge aap , aap to aasman ho or aasman me sitaro ki kami nahi hoti.
  

Jan, 30 2012     158 chars (1 sms)     1035 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Vo laut aayega teri zndgi mein jiska intezar tujhe aaj b hai Maana wqt ne ki hai bewafayi tujhse lekin meri Duaaon mein asar aaj bhi hai.
Tera intzaar karke har raat ko tanha so jata hun.Subah hote hi phir tere milne ki aas me aankhe bhichata hun.Ye silsila ab tum khatam kar do,ek din milne ka mukarar kardo..
Phul ki tarah haste raho to hum khush hai, Dil kholkar jeete raho to hum khush hai, yeh nahi kehte ki roj milo, bas kisi din yaad karliya karo to hum khush hai.
Ga saku nagma,wo saaz kaha se lau, Suna saku kuch aapko wo andaz kaha se lau, Yu to chand ki tarif karna aasan hai, Kar saku aapki tarif wo alfaj kaha se lau,
Ye mausam b kitna pyara hai karti ye hawae kuch ishara hai Zara samjho in k jajbato koYe keh rahi hai kisi Dost ne DIL SE apko pukara he
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,sachi chahat to sada bezuban hoti hai.pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....
Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai
Har ahat ehesas hamara dilayegi Har hawa kissa hamara sunayegi Hum itni yaadein bhar denge Na chahate hue bhi aapko yaad humari aayegi
dil se dil ko churaya aapne, dur rehkar bhi aapna bnaya aapne, ham aapko kese bhul sakte hai, yaad rakhna hi to sikhaya hai aapne..
Sukhi Mitti mein dafan hai kuch yaadein,Wo juthi kasme, wo juthe waade,Ab jaa ke hua unhe mere pyar par aitbaar,Jab humne chood di apni saansein.
Wo khud hi ho ruswa khud hi maan jaye Jo mai ruth jaon tu mujh ko manaye Mere pas aye zara muskaraye Jo mai ro paroon tu wo aansu bahaye
Pyara Sa Ek Ehsaas ho tum, Har pal mere paas ho tum, Jeene ki ek aas ho tum, man ke vishwaas ho tum, Shyaad is liye KUCH KHAAS ho tum.