Na jee bhar

Na jee bhar
Na jee bhar ke dekhaa na kuch baat ki, badi aarzoo thi mulaqaat ki, Kaye saal se kuch Khabar hi nahin, kahaan din guzaaraa kahaan raat di
  

Jan, 31 2012     137 chars (1 sms)     1149 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Shama ko shama ki baharo ne luta Sahil ko kashti k kinaro ne luta vo to ek hi kasam se dar gaye Hame to unki kasam dekar hazaro ne luta
Koi gila, koi shikwa na rahe aapse, yeh aarzoo hai ki silsila rahe aapse, bas is baat ki badi umeed hai aapse, khafa na hona agar hum khafa rehein aapse
Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi, Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi, Is umar key sehra say teri yaad ka baadal, Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi,
Kahi andhera toh kahi shaam hogi,Meri har khushi tere naam hogi,Kuch mang ke toh dekho hamse, Honthon pe hansi aur hatheli pe jaan hogi..
Dil ka dard palko k kinaro me kaid hehsas uska hawa k isharo me kaid husko bhulaye bhi to kaise jinko pane ki arzu tute sitaro me kaid h
Fursat nhi rone Rulane k waste Q yaad aate ho hume tadpane k waste Jab humse daman chhudana hi tha To Q nazar aate ho Dil jalane k waste
Gulab ka ful hai tu. Dil me sirf basa hai tu. ab kya kahu meri jan. Meri rag rag basa hai tu.
Kyon koi chah kar mohobbat nibha nhi pata, Kyon koi chah kar rishta bana nhi pata, Kyon leti hai zindagi aisi karwat, Ki koi chah kar bi pyar jata nahi pata..
Koi khwab in aankho me sajaya hi nahi,Hamare dil ki gehrai ko koi samajh paya hi nahi,Kisi ko mehsus ho kami hamari,Khuda ne Shayad hame aisa banaya hi nahi.
jiski ARZU ti wo dilbr na mila barso jiskaINTEZAR kiya wo pir na mila ajib khel hai ye MUHABAT ka kisi ko HM na miley2koi hume na mila
Kabhi koi apna anjan ho jata hai,to kabhi kisi anjaan se pyar ho jata hai,ye zaruri nahi k jo khushi de usi se pyar ho.rulane walo se b aksar pyar ho jata hai.
Kashti k musafir ne samunder nahi dekha Ankho me raha dil me utar kar nhi dekha Pather samjhte the mere chahne wale Par mom tha mai kisine chu kar nahi dekha.