Udas apko dekhne se pehle ye aankhe na rhe,khafa ho jab mujse to ye sanse na rhe,Agar gum hi du apko to apki zindgi me,hum kya hamari yaad bhi na rahe.
binti karte hai aapse, kabhi na kho jana sanam, saath chalenge yehan, hamari hai kasam yeh pyar hai samaj na lena sanam.. phir bhi ikrar karte hai...aapki kasam
Na tasveer hai uski jo didar kiya jaye, na vo hai pass jo pyar kiya jaye, ye kaisa dard diya hai us bedard ne, na usse kuch kaha jaye na us bin raha jaye