Her baat hai wohin per matlab badel gay hain....Dil dagmaga gya tha per hum sanbhal gay hain....Asy b aty hain din jety hain log lakin... Hota aor sub kuch mager jaan nahi hoti......
Gamo ko zindagi ka nam buzdilo ne diya hai,Humne to gamo ka samna khusi se kiya hai,Marte waqt b in hoto se hasi na jayegi,Ye vada humne zindgi se kiya hai.
Roz sochta hoon,aaj izhaar kar denge magar darr lagta hain,ki wo inkaar kar denge roz dil kehta hain,keh de dil ki baat magar lagta hain wo sare aam badnaam kar denge