MANA KI BHOOL JANA HAMARI FITRAT HI SAHI, MAGAR TUMHE BHUL JANA HAMARE BAS ME NAHI, DIL CHAHE TO AAJMA KE DEKH LO, KHUD KO BHOOL JAYENGE MAGAR TUMHE NAHI.
Fir wahi fasaana afsaana sunati ho, dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho, beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko, to Fir kyon nahi pyaar jataati ho
Tham lay jo tu hath mera to sab sanwar jaye Thukra day jo mujhay tu to sab bikhar jaye Kehta hun tujhay ab kar lay tu bhe iqrar Kahin ye pagal teray iqrar say pehlay na guzar jaye
mere zindagi kya dosra naam hoon tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.