Hamare Muskurane Ki Wajha Tum Ho.!Hamari Zindagi Ka Matlab Tum Ho.!Agar Choda Sath Zindagi Me Hamara.!To Samajh Lena Ke Hamari Maut Ki Wajah Bhi tum ho.!.
Pyar chupta nahi aankhen chupaane se,Dil rukta nahi kisi ke samjhaane se.Ruk jaati hai dhadkan tujhe bhool jaane se,Hum tujhe yaad karte hain jeene ke bahaane se.