aye mere prem patra jakar sanam ko chum lena. jubaan se padhe to labo ko chum lena. najaro se padhe to palko ko chum lena. aise to faad sakti nahi.. agar faad bhi de to kadamo ko chum lena.
Saath rehate rehate yuhi waqt gujar jayega.. Dur hone ke bad kaun kise yaad aayega.. Jeelo ye pal jab hum saath hai, kal ka kya pata waqt kahan le jayega...