Khushbu ki tarah

Khushbu ki tarah
Khushbu ki tarah apke pas bikhr jaynge, sukun bankar dil main utar jayege, mehsus karne ki koshish to karo, dur hote hue bhi paas nazar aayege.
  

Feb, 01 2012     143 chars (1 sms)     1153 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ashkon ko humne kayi baar roka,phir bhi na jane kyon ankhen dhoka de gayi,bharosa to tha hame iN apne aap par magar,unka zikr aate hi naa jane kyon palken nam ho gayi
Usko Dil Ki Har Bat Sunana Chahu,Chhod Pau Use Na Apna banana Chahu,Mujko B Hai Yad Kuch Hasi Lamhe,Bhul Ke B Jinko Na Mai Bhulana Chahu.
"Humsufar To Sath Sath Chalte Hain,Raaste To Bewafa Badalte Hain.Uska ChAhEra Hai Jab Se Meri Aankhon Me,Jane Q Log Meri Aankhon Se Jalte Hain....
Waqt badal jata hai log badal jate hai,sab ek dusre ko bhul jate hai,nahi sikha humne waqt ke sath badalna,shayad isliye Aap hume yaad aate hai..
Tujhe Dekhna Chahta Hoon Har Pal Shayad Tujhe Bahaut Pyar Karta Hoon Kal Tak To Tujhe Jaanta Bhi Na Tha Aaj Tera INtezaar Karta Hoon..
who hai zalim kahte hain ki hua kya hai, jal raha dil aur kehte hain ki dhuaan kahan hai mar gaya aashik aur kisi ne tawajjo na ki, unki nazaro ke teer chalte hain to gilah kya hai
Dil k bazar Me sabse Garib hu Me.Khwabo ki dunia ka Badnsib hu Me.Apke pas Mere liye waqt hi nhi.Aur log smjte He ki apke sbse karib hu me.
Aaj Se Pehale Usaka Khayal Na Tha, Dil Itana Mazboor Na Tha, Itana Kisika Aitabar Na Tha, Muzako Kisi Se Pyar Na Tha.
Zaruri To Nahi, Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Izhaar Ki
Tamanna Kare Aap Jis Baharo Ki Vo Bahar Aapke Kadmo Me-Ho... Khuda Aapko Vo Haqeqat Me De, Jo Socha Aapne Kabhi Sapno Me-Ho.
Youn Badi Der Se Paimaana Liye Betha Hu, Koi Dekhe To Ye Samjhe K Piye Betha Hu.... Zindagi Bhar K Liye Ruth K Jaane Wale, Mein Abhi Tak Teri Tasveer Liye Bhetha Hu....
Mithi Mithi Yaado Ko Palko Me saja Lena,saath Gujre Palo Ko DiL Me Basa Lena.Nazar Na Aau Haqikat Me Agar,To Muskura K Muje sapno Me Bula lena...