Nazar ka chain dil ka suroor hote hai kuchh aise log jahan me zarur hote hai sada chamakta rahe unki Eid ka tehwaar Qareeb rehke bhi jo hum se dur hote Hai.....
Mili hai bahut saza unse dil lagane kinazar laggayi hamare pyar ko zamane kiqabar se nikle dono haath kehte hai Arzu reh gayi unhe gale lagane ki.EID MUBARAK.
Isse pehle k EID ki sham ho jaye,Mubarkbad ka silsila aam ho jaye,Bheed mein shamil hamara bhi naam ho jaye,Kyon na EID ka abhi se SALAM ho jaye.HAPPY EId
HAWA K HATH 1 ARMAN BHEJA HAI.ROSNI K ZARIYE 1 PAIGAM BHEJA HAI.FURSAT MILE TO KUBUL KAR LENA IS NACHIZ NE EID KA SALAM BHEJA HAI. EID MUBARAK EID MUBARAK.
May allah bless you on this auspicious day of eid, and may it be a new beginning of greater prosperity, success and happiness. wish you a happy eid mubarak.
May Allah bring you joy, happiness, peace and prosperity on this blessed occasion. Wishing you and your family on this happy occasion of Eid! Eid Mubarak!