Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho, jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho, to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai. Happy Eid Day
Nazar ka chain dil ka suroor hote hai kuchh aise log jahan me zarur hote hai sada chamakta rahe unki Eid ka tehwaar Qareeb rehke bhi jo hum se dur hote Hai.....
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani, Karde maaf hum logo ki sare Naformani, Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada, Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada. Sabko EID MUBARAK